SajidSaif.Com
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

SajidSaif.Com

SajidSaif Family Forums
 
HomePortalLatest imagesSearchRegisterLog in

 

 Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi

Go down 
2 posters
AuthorMessage
ZalimJin
Admin
Admin



Posts : 25
Points : 5427
Reputation : 2
Join date : 2009-09-09
Location : Abu Dhabi

Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi Empty
PostSubject: Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi   Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi I_icon_minitimeFri Sep 11, 2009 6:37 am

usse apne farda ki fikar thi,wo jo mera waqif-e-hal tha
wo jo oss ki subah urooj thi wohi mera waqt-e-zawal tha

mrea darad kese wo janta meri bat kese wo mannta
wo tu khud fana k safar main tha usse rokna bhi mahal tha

wo jo uss k samne aa gaya wohi roshni main naha gaya
aajab uss ki hebat-e-husan thi aajab uss ka rang jamal tha

dam-e-wapsi are kya howa na wo roshni na wo tazgi
wo sitara kese bikhar gaya wo tu aap apni misal tha

kahan jao gai mujhe chor k main ye poch poch k thak gaya
wo jawab mujh ko na de saka wo tu khud sarapa sawal tha

wo mila tu sadiyun k bad bhi mere lab pe koi gila na tha
meri chup ne usse rula diya jise guftogo main kamal tha

wo sath lag kay woh ro diya fakat itna mujh se keh saka
jise main samajhta tha zindagi wo srif wehm o khayal tha
Back to top Go down
layana

layana


Posts : 128
Points : 5580
Reputation : 0
Join date : 2009-09-09
Age : 43
Location : UAE(sharjah) from karachi

Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi Empty
PostSubject: Re: Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi   Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi I_icon_minitimeFri Sep 11, 2009 1:17 pm

hmmmm

rasty py mat baitho hawa tang kary gi,
ghuzry hoe logo ki sada tang kary gi,
mat took ky chaho kisiko aagaz saffer main,
bechary gy tu ek ek aada tang ka ray gi....
Back to top Go down
 
Ussay Apnay Farda (future) ki Fikar thi
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Woh ghazal ki sachi kitaab hay, ussay chupkay chupkay parha karo

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
SajidSaif.Com :: Entertainment :: Poetry-
Jump to: